EK ADA AAPKE DIL CHURANEKI,
EK ADA AAPKA DIL ME BAS JAANEKA,
CHEHRA AAPKA CHAAND SA,
AUR ZID HAMARI CHAAND PAANE KI.
TERI GALION SE JAB GUJRE MERA JANAAJA,
TO US WAQT DO BOOND AASU BAHA DENA,
KOI PUCHE JO MERI PEHCHAAN TUMSE,
TO KEH DENA THA KOI NADAAN PAAGAL DEWAANA.
DHADKANE HAI BEKARAR,
AANKHNO MEIN INTZAAR,
DEKAR TINKA TINKA DARD,
DILKO AAJMATA HAI PYAAR.
AB DOORSE BULATA NAHIN KOI,
AB BADALTA NAHIN AANKHO KA TEWAR,
AB HOTI NAHI PALKE NAMM,
AB MERI AAHAT SUNKAR MUSKURATA NAHIN KOI.
HAI ZINDAGI HASEEN,
ZINDAGI SE PYAAR KAR,
HAI RAAT TO KYA,
SUBAH KA INTJAAR KAR.
ZINDAGI TU BHI KYA KHOOB HAI PAHELI,
KABHI DUSMAN,KABHI SAHELI,
KISI KE MUTHI MEIN BHAR DETI HAI AASMAN,
PAR TUT-TE TARE KE RAAT KO CHOD-DETI HAI SUNI HATELI.
KOSHISE HOTI RAHE BEKAAR,
FHIRBHI KOSIS KARTE RAHO MERE YAAR,
JEET HOTI HAI USKI,
JISE HAAR SE NAHIN HAI INKAAR.
DUNIYA WALON NE BIN SOCHE HI DARD DEDIYA,
JO DARD KO CHUPCHAP SEHGAYETO,
DUNIYA WAALON NE PATHAR DIL KEH DIYA.
DUNIYA LAUT GAYI MERA GAM DEKHKAR,
JAISE LAUT-TI HAI LEHERE KINARE DEKHKAR,
MERE JANAAJE KO KNDHA NA DENA A DOST,
KAHIN MEIN JINDA NA HOJAAUN TERA SAHARA DEKHKAR.
ZINDAGI MEIN ITNA BHI DUR NAHIN JAANA,
KI KABHI AAPSE HUM MIL NA PAAYE,
HAME YUNHI YAAD KARTE REHNA,
KAHIN AAPKE DIL SE HUM NIKAL NA JAAYE.
EK ADA AAPKA DIL ME BAS JAANEKA,
CHEHRA AAPKA CHAAND SA,
AUR ZID HAMARI CHAAND PAANE KI.
TERI GALION SE JAB GUJRE MERA JANAAJA,
TO US WAQT DO BOOND AASU BAHA DENA,
KOI PUCHE JO MERI PEHCHAAN TUMSE,
TO KEH DENA THA KOI NADAAN PAAGAL DEWAANA.
DHADKANE HAI BEKARAR,
AANKHNO MEIN INTZAAR,
DEKAR TINKA TINKA DARD,
DILKO AAJMATA HAI PYAAR.
AB DOORSE BULATA NAHIN KOI,
AB BADALTA NAHIN AANKHO KA TEWAR,
AB HOTI NAHI PALKE NAMM,
AB MERI AAHAT SUNKAR MUSKURATA NAHIN KOI.
HAI ZINDAGI HASEEN,
ZINDAGI SE PYAAR KAR,
HAI RAAT TO KYA,
SUBAH KA INTJAAR KAR.
ZINDAGI TU BHI KYA KHOOB HAI PAHELI,
KABHI DUSMAN,KABHI SAHELI,
KISI KE MUTHI MEIN BHAR DETI HAI AASMAN,
PAR TUT-TE TARE KE RAAT KO CHOD-DETI HAI SUNI HATELI.
KOSHISE HOTI RAHE BEKAAR,
FHIRBHI KOSIS KARTE RAHO MERE YAAR,
JEET HOTI HAI USKI,
JISE HAAR SE NAHIN HAI INKAAR.
DUNIYA WALON NE BIN SOCHE HI DARD DEDIYA,
JO DARD KO CHUPCHAP SEHGAYETO,
DUNIYA WAALON NE PATHAR DIL KEH DIYA.
DUNIYA LAUT GAYI MERA GAM DEKHKAR,
JAISE LAUT-TI HAI LEHERE KINARE DEKHKAR,
MERE JANAAJE KO KNDHA NA DENA A DOST,
KAHIN MEIN JINDA NA HOJAAUN TERA SAHARA DEKHKAR.
ZINDAGI MEIN ITNA BHI DUR NAHIN JAANA,
KI KABHI AAPSE HUM MIL NA PAAYE,
HAME YUNHI YAAD KARTE REHNA,
KAHIN AAPKE DIL SE HUM NIKAL NA JAAYE.
No comments:
Post a Comment